Song

Jaane Jaan Dhoondata - Jawani Diwani / Soundtrack Version

Preview Full Track



Jaane jaan dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan
Jaane jaan dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan

Mujhko aawaaz do, chup gaye ho sanam
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

Jaane jaan dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan

O mere hamsafar, pyaar ki raah par
Saath chale hum agar kya khabar
O mere hamsafar, pyaar ki raah par
Saath chale hum agar kya khabar
(Aah, aah, aah, aah)

Raaste mein kahin reh gaye hamnasheen
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan
Jaane jaan dhoondti phir rahi
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do, chup gaye ho sanam
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan

Dil machalne laga, yunhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka yeh sama
Dil machalne laga, yunhi dhalne laga
Rang bhara pyaar ka yeh sama
(Hey, hey, hey, ho)

Aaj aise mein bas chhodkar chal diye
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan
Jaane jaan dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan


Paas tum ho khade mere dil mein chhupe
Aur mujhe kuch pata na chala
Paas tum ho khade mere dil mein chhupe
Aur mujhe kuch pata na chala
(Aah, aah, aah, aah, aah)
Din mein dekha nahin, dekha saara jahan
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan
Jaane jaan dhoondta phir raha
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan

Mujhko aawaaz do, chup gaye ho sanam
Tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Main yahan